SAURAV JOSHI के सफलता की एक कहानी।

 About :- SAURAV JOSHI  

Saurav joshi ka Janm 8th September 1999 Dehradun Uttarakhand, India mai hua tha.Saurav joshi YouTube ki Duniya mai Bahut hi Popular  Vlogger Hai.Ve apni lifestyle ke baare mai YouTube par vlog banate hai.Saurav joshi Apni Parents ke ek single bete Hai. Saurav joshi Ke Chhote bhai Piyush Joshi Jo Ki Vlog ke Harek video mai Dikhte

YouTube par Unke 10 million se bhi jayada subscribers hai Jo ki ek bahut bada Number hai.
       


                                
NameSourav Joshi
Birth8 September 1999 
Age21 years 
The businessYouTuber  
Education10th , 12th, BFA (Bachler of Fine Art)    
birth placeUttarakhand, India 
the nationalityIndian 
religionHindu 
original residenceUttarakhand, Dehradun



 Saurav joshi ke YouTube कैरियर की शुरुआत

:- Saurav joshi ne apni career ki Shuruat Sabase pahale Ek Art channel se kiya tha jismai wo Bahut saare artist,player aur celebrity ke Sketch banaya karte the Aur apne channel par regular video daalte the.Us samay Unke channel par karib 1lakh Subscribers the.

Uske baad 19 Feb, 2019 ko unhone ek aur channel shuru kiya Jiska naam tha Saurav joshi Vlogs Uspe wo Aapani personal Life ko vlog ke madhyam se Share karte rahe. Usi samay Corona bhi Bharat mai aa gya.Uske baad se wo sirf apne ghar mai hi vlog banane lage.


 Saurav joshi के सफलता का मार्ग

:- sabse pahle saurav joshi ke ek aur bhai Sahil joshi ne hi 2016 mai YouTube ke baare mai batay tha Aur woha se unki YouTube Career ki Suruat hui Tab jakar aaj wo etne Popular Vlogger ban paaye. Saurav joshi ne lockdown ke samay mai hi apne vlog channel par yeh bola ki aaj se 365 Days 365 Vlogs Banaunga Aur unhone yeh challenge karke bhi dikhaya bas yehi 365 Days mai unke channel par char chand laga diya ab kya kahna tha wo ab chamak chuke the Achhe million mai views aur lakho mai Subscribers badhne lage Aur dekhte hi dekhte unke channel par abhi 10 million se bhi jayada subscribers hai .


SAURAV JOSHI SONGS:-

01.Mauja
02.Jhootha lagda hai


GuideByMotivation

My name is PRIYANSHU SINHA.My profession is study.I read in class 11th.I belong to KARKAYAN,(PATNA)

Next post ke liye comment box mai jarur bataiye.And hame SUBSCRIBE jarur kar le taaki jab mai next post dalu to sabse pahle aapko mile.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post